Pages

urdu poetry 18

1.AshkoN ko humne kayi baar roka,
phir bhi na jane kyoN ankheN dhoka de gayi,
Bharosa to tha hameiN apne aap par magar,
unka zikr aate hi naa jane kyoN palkeN nam ho gayi.



2. KABHI HUM BHEEGTE HAIN CHAAHTON KI TEZ BAARISH MEIN........
KABHI BARSON NAHI MILTE KISI HALKI SI RANJISH MEIN........ ..
BOHUT HAIN ZAKHAM IS DIL MEIN MAGAR EK ZAKHAM AISA HAI......
JAL UTHATA HAI RAATON MEIN JO LOTA DETA HAI BAARISH MEIN......



3. Wishwas ban ker log jindgi me ate hai wo
khwab banker ankho me sama jate hai wo
pahle to yakin dilate hai ki wo hamare hain
fir jane kuo tanha bana jata hai wo.



4. Silsila pyar ka na khatam hua,,
juda hokar bhi ishq na kam hua,,
Vaada jinse kiye humse,,
Woh dard dekar,,Bewafa hua......... .



5. Pa lahad ki yak tanha yam ashna rasha
Za motaj sta da duwa yam ashna rasha

Chi beemar wam pushtanay tha ra naghlay
Nun pa khawro ki fana yam ashna rasha

Da yari waaday chi bal sara wo na krray
Qiamat pa worazay hum ba sta yam ashna rasha




6. Woh Zindagi hi kya jisme Mohabbat nahi,

Woh Mohabbat hi kya jisme Yaadein nahi,

Woh Yaadein kya jisme Tum nahi,

Aur woh Tum hi kya jiske saath Hum nahi.





7. Yeh dil pyar ke qabil na raha,
Koi bhi izhaar ke qabil na reha,
Is dil main bas gayi dosti aapki,
Ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha





8. Wo bewafa humara imtihaan kaya legi

Miligi nazar tho nazar jhuka kegi,

use meri kabr pe diya jalane ko n kehna,

No comments:

Post a Comment