Pages

urdu poetry 25

Muskurahat bhi kabhi aansu de jati hai..
Najre bhi kabhi dastan keh jati hai,
Gujre hue lamho ko yaad karke dekhna,
Kabhi-kabhi tanhai bhi sukun de jati hai,
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kabi nazren milane men zmane beet jate hain- kabhi nzren churane men zmane beet jate hain- kisi ne ankh b kholi to sone ki ngri men-- kisi ko ghr bnane ma zamanay beet jatey han- kabhi mnzil k ane men zmane beet jate hain..-..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
HUM HANSTHE HAI THO ONHAIN LAGTA HE KEH HAMEIN AADAT HE MUSKURANE KI, PER WOH NADAN ITNA BHI NAHI SAMAJTHE YEA AADA HE GHUM CHOPANE KI.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Pyari Subah Teri,Shaam Meri Ho
Din tera,Raat Meri Ho
Hasi Teri,Udasi Meri Ho
Jab Maut aaye to yaar sirf …
Kabar teri aur usme lash meri ho.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
dil ne kiya majbur kuch is tarah ke
khwabon mein bhi tum aane lage
raat toh kaate nahi kat ti thi aur ab toh
dharkanon mein bhi tum samane lage
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kaash Kabhi Aisa Ho

Main Dua Ky Baad

Aankhe'n Kholo'n


Aur Tumhara Chehra

Mery Haatho'n Per Jhuka Ho ...
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Dekh ke Humein woh sir jhukate hai,
Bula ke Mehfil mein Nazrein churate hai.
Nafrat hai Humse toh bhi koi baat nahi
Par Gairon se Mil ke Dil kyun jalate hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kabi nazren milane men zmane beet jate hain- kabhi nzren churane men zmane beet jate hain- kisi ne ankh b kholi to sone ki ngri men-- kisi ko ghr bnane ma zamanay beet jatey han- kabhi mnzil k ane men zmane beet jate hain..-...,,.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
teri khushi se hi nahin gum se bhi rishta hai mera,
yeh jo teri jindagi hai wo ek hissa hai mera,
ab aur kya bolu tujhse ae dost,
tujhse lafzon ka nahin rooh ka rishta hai mera.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Dekh ke Humein woh sir jhukate hai,
Bula ke Mehfil mein Nazrein churate hai.
Nafrat hai Humse toh bhi koi baat nahi
Par Gairon se Mil ke Dil kyun jalate hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kisi ko mil jati hai rangeen bahare,
Kisi ko chaman bhi nhi milta,
Kisi ki kabar par banta hai Tajmahal,
Kisi ko kafan bhi nhi milta…
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Sharifo Ko Q Satati He Duniya?
Aashiq ko Q Rulati He Duniya?
zindgi Me kya Kasar Thi Baki?
Jo Marne K Bad Bhi Jalati He Duniya?
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Mohabbat ko jab log khuda mante he,
Pyar krne walo ko kyu bura mante he,
Jab zamana hi he patthar dil fir
pattharo se kyu log dua mangte he
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

No comments:

Post a Comment