Hurt Poetry in Urdu Hindi and English

urdu poetry 37

1)  dhoondta raha sukoon ko har jagaa umer-e- rawaan k sath,

 

.....................................YAA RAB...................................................

 

kahin aur na mila sukoon ek tere sajday k siwa.

 


2) Hum kitne bewafa hain k ek dum un k dil se nikal gaye.


......................."FRIENDS"...................................................

 

un mein kitni wafa he k aaj tk hmare dil se nahi gaye..........

 


3) tum ao kabhi dstak do mere dar par,

piyar pehle se km ho to shikayat krna,

mere dil me utar sako to shayad jan Loo,

kitna mushkil hy kisi se khamosh mohabat  krna...........

 


4) Ek roz juda ho jaynge,


Na jane kahan kho haynge.

Tum lakh pukaro gay ham ko.

Par lot k ham na aynge,

Thak har k din k kamo say,

 Jab rat sony jao gay,

Dekho gy jab phone ko,

 Pegham mara na pao gy,

Tab yaad tumhain ham aynge,

Par lot k ham naaynge,

Ek roz rishta chooty ga,

Dil itna zyada toty ga,

Phir koi na hm sy rothe ga,

Hamna ankhen kholenga,

Tm sy kbi na bolenge,

Akhir us tm ro do gy,

Ay dost mujhe tum kho do gy...

 


5) ..................."Ghazal"..........................................

 

tum raho hom se door to ek kaam kar jana,


kuch pal apne humare naam kar jana,


agar aa jaye mout humain ter aane se pehle,

 

to aa kar janaze ka ehterm kar jana

 

na rona is qader k takleef ho humain,

mout ko b samajh kar anjaa ban jana,

may ek din so jaonga sada k liya,

"phir mujhe bewafa keh k badnaam kar jana"

jo guzro meri qabar se to nazrain na phairna,

mehman he ban k dua kar jana,

 


urdu poetry 36

Bahut dur magar bahut paas rehte ho,

Aankho se dur magar dil ke paas rehte ho,

Mujhe bas itna bata do kya tum bhi mere bina udaas rehte ho??
designed by saddiq ur rehman saddiqi
WO MAHFIL ME AAI BAITHE HAI,APNE HAATHO ME MERA DIL DABAI BAITHE HAI,

HUM NE PUCHA KYA HAI HAATHO ME,

 BAHANA BANA DIYE MEHNDI LAGAI BAITHE HAI.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kal fursat na mili to kya karoge,

itni mohlat na mili to kya karoge,

roz keh dete ho kal sunege kal Sunege,

kal agar meri hi ankhe na khuli to kya karoge.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
TUT GAYA DIL PAR ARMAN WOHI HAI,

DUR REHTE HAI FIR BHI PYAR WOHI HAI,

JANTE HAI KI MIL NAHI SAKTE,

MAGAR IN ANKHON MAIN INTEZAR WOHI HAI.
designed by saddiq ur rehman saddiqi

udaasiyaan to merey ehed ki alaamat hain,

main hans prra to bohat peechey loat haon ga...!
designed by saddiq ur rehman saddiqi

koi ruthe agar tum se usay foran mana lena,

...............................WASI.................................

zid ki jung  main aksar judai jeet jati hai...
designed by saddiq ur rehman saddiqi
mat tol meri muhabbat apni dil lagi sy,

.............AY DOST.................................

dekh kar meri chahat ko tarazu toot jaty hain,,,
designed by saddiq ur rehman saddiqi
kabi ansoo kabi sajday, kabi haathon ka uthh jaana,,

mohabbtain nakaam ho  jaain to rab hi yaad aata hay,,,,
designed by saddiq ur rehman saddiqi
sanson par bandi zanjeer thi jo tor di hum ny.

ab hum b jaldi  soyen gay k mohabbat chor di hum ny,,,
designed by saddiq ur rehman saddiqi
mat pocho kesy guzrta he hr pal tery bena,

.............................DOST................................

kabhi milne ki hsrat kabhi dehne ki tamna,
designed by saddiq ur rehman saddiqi
Nafrat ko hazar moqe do k wo mohabbat bn jae,

..........................lekin.............................................

mohabat ko ek b moqa na do k wo nafrat bn jae,,,
designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 35

Bhigi hui ankhon ka manzar na milega,

Ghar chod ke mat jao phir ghar na milega,

Anmol sajavat hai ye sharmilee hansi bhi,

Bazaar mein kahin aisa zevar na milega
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Nazar kuch zuban kuch,

honth kuch keh jate hain.

Kabhi to suno hamare sine mein chupi us awaz ko,

hum jise 'aap' aur aap jise dhadkan keh jate hain.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kal phir yahi sama hoga, 

Hum me se kaun na jaane kahan hoga. 

Murjhaye phool to mil jayenge kitabo me,

Par bichde pyar ka shayad hi koi nishaan hoga.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
safar-e-wafa ki raah me manzil jafa thi,

kaghaz ka ghar bana ke bhi khuwahish hawa ki thi,

thi jugnoun ke shaher mein taaron sy dushmani,

mashooq chaand tha aur tamana subha ki thi,

tum ne to ibadat ka tamasha diya,

chahat namaz ki thi pr aadat kaza ki thi,

maine to zindgi ko terey naam likha tha,

shayad mgr kuch aur hi mrzi khuda ki thi,

dard hi dena tha do pehly bata detay,

hum ko bhi azzl sy hi tamana ki thi, , ,
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
har bar tora hay hr kisi ne meri umeed ko mere khaloos ko,

.......................................DOST................................................

hum phr b shikwa nahi krty k anhany me hua ho shayad, ,  ,
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
wo jo barf tale dabbe hen kuch log,

unhi me kuch dost yaar humare hen,

kuch to hen masoom bachon k baap,

aur kuch apni maa behan k piyare hen,

ay mere ALLAH un sab ko salamt rakhna,

wo apne bhohay maa baap k sahare hen,
............................AMEEN..........................


designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
iss karri dhop mein jaltay hoye paon ki tarah,

tu kisi aur ke aangan aur ke chaon ki tarah,

tu to wqif hay mere hazbon ki sachayi se,

phir q khamosh hy pather ke khudaon ki tarah,

main to khushbo ki tarah sath raha hon tery.

tu bhatakti rahi bechain kawaon ki tarah,

wo jo barbad hoye thy wohi badnam hoye,

tm to masoom rahy apni adaon ki tarah ,

ghum to hy k humein koi khushi raas na ayi  "tanha"

zindagi kaat rahay hain hum sazaon ki tarah,


designed by saddiq ur rehman saddiqi
shaadi hi zindaghi mein sab kuch nahi hotti ishq b bari cheez hai zamane me yaroon poochna hai tu poocho un ashiqoon si jo le kar ishq ki degrian phir b hein halli hath
designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 34

SALEEKA HI NAHI SHAYUD USSE MEHSOS KARNE KA,

JO KEHTA HAI KHUDDA HAI TO NAZAR ANA ZARORI HAI,

JO DIL MEIN HAI USSE ANKHO SE KEHLANA ZARORI HAI,

 MOHABBAT NA SAMAJH HOTI HAI ... SAMJHANA ZARORI HAI

Juban khamosh hai,

aankho me nami hai,

yunhi bas ek daastane zindagi hai,

bharne ko to har zakhm bhar jayega,

par kaise bharegi woh jagah jahan aapki kami hai.

KASH SHAYARI HUM BHI LIKH PAATE,

LAFZON KE KHEL HUM BHI KHEL PAATE,

KHUDA NE DIL PAR CHOT KUCH AISI DI.
.
AANSUON KO CHUPAKE KASH HUM BHI MUSKURA PAATE.

Dard ki hadd se guzarna to abhi baqi hai,,

Toot kar mera bikharna to abhi baqi hai,,

 Paas aa kar mera dukhdard batanewale Mujhse katra ke guzarna to abhi baqi hai,,


asia nahi k tujh se mohabbat nahi humay.

ghum roz roz sehny ki aadat nahi humay,

har bar tere samnay sar ko jhoka liya,

aur phir b dekh tujh se shikayat nahi humay,

tu aitbaar kar k tujay chahatay hain him,

teray siwa kisi ki b chaht nahi humay,

hum jantay hain tu b hai tanha humary bin,

auron se pochnay ki zarorat nahi humay,

kesay rahein gay bin teray ab baat maan lay,

 tery  bagair rehnay ki adat nahi humay,


tu sarmaya-e- hasti hay meri tera zikar kaisa, ......................sahil...........................................
yaad to tab karain jab bhulaya ho dil se tujhe,,,,,,,,,,

dil apna tor dete hain 

mein b insan hon pathr to nahi ,

jo log toofan ko meri janib mor dete hain


urdu poetry 33

Zindagi ka raaz maine mohabbat mein pa liya Jiska bhi gum mila

apna bana liya Sunane ko mila na koi dastan - e - gham,

To aaina samne rakh, khud ko suna diya..
designed by saddiq ur rehman saddiqi

Tumne Koshish Hi Nhi Ki Manane Ki,

Zidd Hmne B Kar Li Ruth Jane Ki..

Rishton Ke Maiyne Bhala Tum Kya Jano,

Tumhe To Aadat Hai Sabko Aazmaane ki.
designed by saddiq ur rehman saddiqi

Vada to kar lete ho,

nibhana bhool jate ho,

aag seene mein lagakar bhujana bhool jate ho,

bhoolne ki to aadat ho gayi hai aapki,

rulate ho or manana bhool jaa te ho.
designed by saddiq ur rehman saddiqi

Jindagi bahut kuch sikhati hai,

kabhi hansati hai kabhi rulati hai,

khud se jyada kisi par bharosa mat karna,

andhere me to parchhai bhi saath chhod jati hai..
designed by saddiq ur rehman saddiqi

saza ya di k aankhon sy chen li neenden.


hurm ye tha k teri chhat k khawab dekhey they, , ,

designed by saddiq ur rehman saddiqi

bura waqt wo shafa aaina hy jo bohot sary chehry wazeh kar deta hy

..................................................aur.......................................................

acha waqt badalon ki tarha hy jo soraj ki tapish tak ko rok leta hy, , ,
designed by saddiq ur rehman saddiqi

zindagi pr ik kitaab likhun ga,

main us mein wo saray hisaab likhun ga,

pyaar ko waqt guzari likh kar,

 chahton ko sirf azaab  likhun ga

hui barbaad meri mohabat kesy ?

 kesy bikhry hain mere khawab likhun ga,

khud ko kisi titli ka roop de kar,

us ka chehra gulaab likhun ga

us ko ilzaam-e- bewafai na dunga

bas! apni hi "QISMAT" kharab likhun ga


designed by saddiq ur rehman saddiqi

Waqt Badalta Hai Zindagi Ke Sath Zindagi Badalti Hai Mohabbat Ke Sath

Waqt Badalta Hai Zindagi Ke Sath Zindagi Badalti Hai Mohabbat Ke Sath Mohabbat Nahi Badalti Apno Ke Sath Bas Apne Badal Jate Hain Waqt Ke Sath,
designed by saddiq ur rehman saddiqi

Kab Kon Kisi Ka Hota Hai Sab Jhutay Rishtay Naatay Hain Sab Dil Rakhnay Ki Baatain Hain Sab Asli Roop Chupatay Hain Aik Baar Nigahon Main Aa Ker Phir Saari Umer Rulatay Hain
designed by saddiq ur rehman saddiqi

Jo dil pe choot to khaee magar gila na kare

Zamana dekh chuka hai parkh chuka hai use

"Qateel"jaan se jaee par eltajaa na kare
designed by saddiq ur rehman saddiqi

Yeh theek hai naheen marta koi judai main

KHUDA kisi se kisi ko magar juda na kare

Suna hai us ko mohabbat duaeen deti hai
designed by saddiq ur rehman saddiqi
                    "FOR YOU"
dil klut jane ka izhaar zaruri  to nahi,

ye tamasha sar-e-bazar zaruri to nahi,

mujhe tha ishq teri rooh se or ab b hy,
jism se ho koi srokar zaruri to nahi ,

main tujhe toot k chahoon to meri fitrat hy,

tu b ho mera talabger zaruri to naho,

ae jan ,e jan zara jhank meri ankhon may,

zuban se pyar ka izhaar zaruri ti nahi. . .
designed by saddiq ur rehman saddiqi

                                  "GHAZAL"

mehndi un k hathon main lega do yaaro,

mujhko bhi meri asal raah dikha do yaaro,

pahna k mujhe meri hi ghurbat ka kafan,

un pe surkh jorra saja do yaaro,

naam likh do un ka khushiyon ki deewar par,

mera naam-o-nishan duniya se mita do yaaro,

waqt aakhiri hai teri duniya main es deewane ka,

ho sakay tu mere mehboob ko beta do yaaro,

suna jai aaj us ki doli es gali se gazar jaye gi   "wasi"

meri mayyat ko es raste se hata do yaaro, , ,
designed by saddiq ur rehman saddiqi
Waqt guzrega hum bikhar jayenge,

kaun jane ke hum kidhar jayenge,

 hum apki parchayi hain yaad rakhna,

jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
Din kuch aise guzarta hai koi,

Jaise ehsaan utarta hai koi,

Aaina dekha to tasalli hui,

Humko is ghar mein janta hai koi.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
Ankhon me unki taswir dil me yad liye baithe ha hum,

koi puche to kya kahe kaise ha hum! unko shikwa na milne ki,

nazare jhuka k deken dil me unke rehte hai hum
designed by saddiq ur rehman saddiqi

majood thi udassi abhi pichli raat ki....

.............................."Dost"............................

behla tha dil zara sa k phir raat ho gai
DESIGNED BY SADDIQ UR REHMAN SADDIQI
bin tery shehr ka shehr wiran rehat hai.

bichar k tujh sy hr rast sunsan rehat hai.

wo tujhay tujh sy zaida pyar karta hai,

jo tery anjan rehaya hai.

designed by saddiq ur rehman saddiqi
wo shama wo ruksat ka sama yaad rhega,

wo sheher wo safr wo makan yaad rgega,

hum bhol saky hain "NA TUJHR' bhol saken gay,

to yad tha, tu yad hai tu yad rhega....

(S M 4 EVER)

Infolinks In Text Ads