Pages

sad urdu poetry

Nigahen mobile pe laagi udas bethe hai,tere msg ki lekar as bethe hain,u he nahi tej hui dil ki dadhkan,aisa lagta hai k ap mujhse naraz bethe hain.

Nazar mila ke,humse nazar chura mat lena,apna kar humko dushman bana mat dena,mana k hum dur hain apse,isi baat ko bahana banakar humko bhula mat dena..


Rishta pyar ka banta hai agr takdeer hoti hai, bahut kum logon k hathon me ye lakeer hoti hai, Juda na ho kabhi pyar kisika, kasam se bahut takleef hoti hai.

Samander se seekhi hai pyar ki gehrai, raat se seekhi hai lambi tanhai. Chaand se seekha hai hamne didar-e-yaar, aur tumse seekha hai sirf intezar.

Kabhi koi apna anjaan ho jaata hai Kissi anjaan se Pyaar ho jaata hai. Zaruri nahi jo khushi de ussi se Pyaar ho Dil todne waalon se bhi aksar Pyaar ho jaata hai.

Jab se in khaamosh aankhon me nami hai; kya yahi bas ek dastaane zindagi hai; bharne ko to har zakham bhar jayega; kaise bharegi wo jagah jaha aapki kami hai.

Ek lamha jo baar baar satata hai, na jaane yeh dil kya chahta hai. Kaash aap hote hamari nazron k saamne, par yeh kaash ..Kaash hi reh jata hai.

 

urdu poetry 30

yun hmko satane ki zarurat kia thi,
dil mera tor jane ki zarurat ki thi,
jo nahi tha ishq to keh dia hota,
humain yun aazmane ki zarurat kia thi.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
nahi th azor uski sitam nawazion ka,
mjhe b hosle mere khud se mile,
meri aana kyun kehti hai bar bar mjhe,
wo muhabbat he kia jo ilteja se mile...
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Pathar ki pooja kar bethe hum naadan the,
Teri aadat, Teri Fitrat se anjaan the,
Waqt ne hame khilona bana diya,
Warna hum bhe kabhe Mehfilon ki jaan the.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kya Takalluf kare ham ye kahne me, jo bhi khush hai ham usse jalte hai,
Ho raha hoon main kis tarah barbaad, dekhne waale haath malte hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Mere ashq kahte hai honthon ki zuban, bahte rahte hai par ye khamosh rahte hai
aur in ashqon ki taqdeer to dekhiye, ye unke liye behte hai jo in aakhon me rahte hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Juda hain to kya hua doori to nahin, Baat bhi na ho aisi majboori to nahin. Nazar nahin aate ho aap to kya hua, Aakhon mein tasveer apki adhoori to nahin.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Udaasiyon se apni nikal kar to dekho, Zinda ho to, zinda reh kar to dekho; Apne liye bahut jee liye, aye aazad panchhi, Thodi der pinjre me reh kar to dekho.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Udas nahi hona kyunki main sath hu, samne na sahi par aas pass hu, palko ko band kar dil se yaad karna, main hamesha aapke liye ehsaas hu.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rahe dono khamosh par baat karli. Mohabbat ki fiza ko jab khushk paya, in aankhon ne ro ro ke barsaat kar li
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
keyon dil ky kareb aa jata hai koi.,,,,
keyon peyar ka ehsas jagat hai.,,,,
koi jab adat si ho jati hai dil ko us ki.,,,,
keyon dor buhat door jala jata hai.,,,,,
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Ye arzoo thi k kuch aisa bhe huwa hota,
Meri kami ne tujhe rula dya hota
Hum laut ate tere pass ik lamhe mai
Bus ik bar tere laboon ne mera naam tou lya hota
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Dil ki baatain likhin aur khat khula rehnay diya, jaane kyun rusvaiyon ka silsila rehne diya,
Umar bhar meray saath reh kar woh na samjha dil ki baat, do Dilon ke darmiyan ek faasla rehne diya.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 29

Ameer se nahi garib se puchho daulat kya chiz hoti hai, Jisne dil diya hai usko nahi, Jiska dil tuta hai usko puchho, Mohabbat kya chiz hoti hai
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Rasmo riwajo ki jo parwah karte hai, Pyar mein wo log gunah karte hai, Ishq woh janoon hai jisme diwane, Apni khushi se khud ko tabah karte hain
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
kitni mohabat hai app se bata nahi sakte
afsana apne dil ka suna nahi sakte
rehte ho har pal nigahoon main meri
iss liye to raat bhar hum sooo nahi sakte
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
hum uski khushi ki dua mangte rahe,
behad or bepanah mangte rahe,
aaj wo khush hai ksi or k sath,
ab smjh aaya hum khuda se apne liye he saza mangte rahe..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
jis sham baraste hain uski yaad k badal,
us shab koi hijar ka tara nahi hota,
yunhi mere pehlu main chala aata hai aksar,
jis ghum ko maine pukara nahi hota..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Panchi keh rahey hain k hum chaman chor denge,
aur sitare keh rahey hain ki hum gagan chor denge,

Agar tere ishq mein main mar bhi jaun ae sanam,
Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

guzar jaye ga ye dard ka safar,
dil to tor dete hai jo hai dard se bekhabar,
jab tote ga dil unka,
to tote hue dil ko li kar jayenge kidhar
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
tamam shab jalta hai jahan ek udas dia,
hawa k raste main ek aisa ghar b aata hai,
wo mjhe toot k chahega or chor jayega,
mjhe nai pata tha k use ye hunar b aata hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Is ajnabi dunya mai akela sa 1 khuwab hun
Sawalon se khafa chota sa 1 jawab hun
Jo na samjh sake un k lye " Kon"
jo samjh chuke un k lye 1 band "Kitab" hun
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Is tarah se ghour se mat dekh mera haath ae
"FARAZ"
In lakeeron mai Hasraton k siwa kuch bhe nahe.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Baat baat pe jo yun rooth jate hain,
Hath unse anjane me choot jate hain,
Koi unse kahy k bara nazuk hai pyar ka rishta,
Hanste hanste bhi dil toot jate hain..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Bin Tery Shehr Ka Shehr Weran Rehta Hai.

Bichar Kr Tuj Sy Hr Rasta Sunsan Rehta Hai.

Wo Tujhy Tujh Sy Ziada Pyar Krta Hai.

Jo Tery Samnay Aksr Anjan Rehta Hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 28

Kashish honi chahiye kisi ko yaad karne ki,
lamhe to apne aap mil jayenge,
waqt hona chahiye kisi ko milne ka,
bahane to apne aap hee mil jayenge.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kashish honi chahiye kisi ko yaad karne ki,
lamhe to apne aap mil jayenge,
waqt hona chahiye kisi ko milne ka,
bahane to apne aap hee mil jayenge.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai, Saath he DOSTI ka wasta be likha hai, Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana, Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
raat hogi to chand dikhai dega khwabon me tumhe woh chehrea dikhai dega mohabbat kabhi zara soch ke kerna ek aansu bhi girega toh woh bhi sunai dega.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Woh mil jaate hain humein ek kahani bankar.. Dil mein bas jaate hain ek nishaani bankar.. Jinhen hum rakhte hain apni aankhon mein... Kyun nikal jaate hain in aankhon se woh pani bankar.

Bhool se agar koi bhool samjah k usay bhool jana …
Bhoolna sirf bhool ko , bhool ker bhi hame bhool naa jana
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

Hum aap ko itna yaad karte hain jitna aap hame yaad karte hain . Faraq sirf itna hai ke Hum yaad kerke sms kerte hain aap sms perh ker yaad kerte hain
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Zarurat hi nai alfaaz ki,
pyaar to cheez hai bas ehsaas ki,
paas hote to manzar hi kya hota,
dur se hi khabar hai hume aapki har saans ki...
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Dil Ki Dharkanoo Ko ik lamha saber nahi,
Shayd k us ko ab meri kader nahi,

Her safer mein mera kabhi hamsafer tha woh,
Ab safer to hai mager wo hamsafer nahi..!
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Sun liya hum ne faisla tera
Aur sun ker udaas ho baithey

Zehan chup chaap ankh khaali
Jaisey hum kianaat kho baithey
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye,
bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye,
tu bhule to teri marzi,
MAIN bhulu to agli saans na aaye..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Tum dur ho… aur pas bhi,!
Tum hansi ho … aur aansu bhi!
Tum Mere man ki shanti ho.. aur dil ki bechaini bhi!
Tum meri amanat ho.. aur ek sapna bhi!
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Guzri Hui Zindagi Ko Kabhi Yaad Na Kar, Taqdir Mein Jo Likha Hai Uss Ki Fariyad Na Kar, Jo Hoga Wo Ho Kar Rahega, Tu Fikr Mein Apni Hasi Barbad Na Kar.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 27

HUM TUMHEIN PA KAR KHONA NAHI CHAHTE JUDAI MAIN AAP KI RONA NAHI CHAHTE TUM HAMARE HI REHNA HAMESHA AE JAN HUM BHI KISI OR KE AB HONA NAHI CHAHT

Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Mera bas chale to teri adayen kharid lon

Apne jeene k waaste teri batein kharid lon

Kar saken jo har waqt deedar tera

Sab kuch luta kar wo nigahin kharid lon
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Jinki yaad mein hum chaale duniya ko chode ke..
Wo didar karne aaye bhi too ghoonghat oodh kee..
Unke pyaar ke roshni aise paade aankho mein.. hum laute gaye waha se ankhe munde ke..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

Dekha hai humne ye ajmakar,
Dhoka de jate hai log aksar kareeb aakar,
Kehti hai duniya par ye dil nahi manta,
Kya tum bhi chod javoge hume apna banakar...?
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
Magar ankhein hamari kahan se layega..!!
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate,
sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate,
kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate,
kuch dur reh kar bhi bhoolaye nahi jaate..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Aapki muskan hamari kamzori hai, Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena zaruri hai?
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gum bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi...
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Lamhe judai ke bekarar karte hain,
Haalat meri mujhe laachar karte hain,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki
hum aapse pyaar karte hain.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Har pal ne kaha ek pal se...
Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao...
pal bhar ka saath kuch aisa ho...
ki har pal tum hi yaad aao...
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Zindagi ko maine thukara diya hota, Khud ko bhi maine mita diya hota, Iss dil me yaad hai tumhari, Warna isse bhi kab ka jala diya hota.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 26

Maine

Tum Se

Tum Ko Maanga

Tou Tum Muskura Diye

Tum Itna Bhi Tou Keh Sakte Thay

K Janaa'n !!!

Kabhi Apni Cheezai'n Bhi Kisi Se Maangi Jati Hyn ... ?
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

Dolat He MujhKo Jan Se Pyari

Dolat Pe KarDon Qurban Yari


Dolat K Liye Tor Don Friendship Sari

Ab Apse Kia Chupana Ay Dost


Ap Hi To Ho Dolat Hamari.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Do Manfiyon k milney se banti hai Misbatain

Too Bhi khuda key wastey kahdey nahi nahi
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Roti hoi aankho se tujhe muskan kese doon.

Anjaan hon khud se tujhe pechan kese doon.

Tu hi to he jan meri

tu hi bata tujhe apni jaan kese doon.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

na koe dukh mile na koe dard mile tere dil ko aisa qarar mile to tamana kare kisi gum k tuje or be zida piyar mile
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Chand B Apse jalta Ho Ga

Jab Kabhi Wo Apki Hansi Ko takta Ho Ga

Kitni Pyari jheel C Aankhen Ha Apki

BadNaseeb Hai Wo Ansu jo Apki Aankh Se Girta Ho Ga,
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki
saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Phir satao k satane mein maza aata hai,

Rooth jao k manane mein maza aata hai,

Apna keh dena kisi ko bari baat nahin,

Apna keh kr nibhane mein maza aata hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Dil ne Aankh se kaha!
"Dekha karo kam,
Q k dekhte ho tum
Tarpty hain hum"
Aankh ne Dil se kaha!
"Doston ko yad karo kam
q k yad krte ho tum
Rote hain hum"
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
wo jaaye to sahi, hum aane kaa waada karte hain..
wo roothe to sahi, hum manaane ka waada karte hain,
dil todna hai mera to beshaq tod de woh...
is dil k bina bhi hum unko chaahane ka waada karte hain......
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Qarar pa na sake hum do ghari k lia,

Tamam umar tarste rahe khushi k lia,

Ye kia kia ap ne barbad kar lia hum ko,

Ye zindagi to humari thi ap he k lia.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 25

Muskurahat bhi kabhi aansu de jati hai..
Najre bhi kabhi dastan keh jati hai,
Gujre hue lamho ko yaad karke dekhna,
Kabhi-kabhi tanhai bhi sukun de jati hai,
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kabi nazren milane men zmane beet jate hain- kabhi nzren churane men zmane beet jate hain- kisi ne ankh b kholi to sone ki ngri men-- kisi ko ghr bnane ma zamanay beet jatey han- kabhi mnzil k ane men zmane beet jate hain..-..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
HUM HANSTHE HAI THO ONHAIN LAGTA HE KEH HAMEIN AADAT HE MUSKURANE KI, PER WOH NADAN ITNA BHI NAHI SAMAJTHE YEA AADA HE GHUM CHOPANE KI.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Pyari Subah Teri,Shaam Meri Ho
Din tera,Raat Meri Ho
Hasi Teri,Udasi Meri Ho
Jab Maut aaye to yaar sirf …
Kabar teri aur usme lash meri ho.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
dil ne kiya majbur kuch is tarah ke
khwabon mein bhi tum aane lage
raat toh kaate nahi kat ti thi aur ab toh
dharkanon mein bhi tum samane lage
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kaash Kabhi Aisa Ho

Main Dua Ky Baad

Aankhe'n Kholo'n


Aur Tumhara Chehra

Mery Haatho'n Per Jhuka Ho ...
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Dekh ke Humein woh sir jhukate hai,
Bula ke Mehfil mein Nazrein churate hai.
Nafrat hai Humse toh bhi koi baat nahi
Par Gairon se Mil ke Dil kyun jalate hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kabi nazren milane men zmane beet jate hain- kabhi nzren churane men zmane beet jate hain- kisi ne ankh b kholi to sone ki ngri men-- kisi ko ghr bnane ma zamanay beet jatey han- kabhi mnzil k ane men zmane beet jate hain..-...,,.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
teri khushi se hi nahin gum se bhi rishta hai mera,
yeh jo teri jindagi hai wo ek hissa hai mera,
ab aur kya bolu tujhse ae dost,
tujhse lafzon ka nahin rooh ka rishta hai mera.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Dekh ke Humein woh sir jhukate hai,
Bula ke Mehfil mein Nazrein churate hai.
Nafrat hai Humse toh bhi koi baat nahi
Par Gairon se Mil ke Dil kyun jalate hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kisi ko mil jati hai rangeen bahare,
Kisi ko chaman bhi nhi milta,
Kisi ki kabar par banta hai Tajmahal,
Kisi ko kafan bhi nhi milta…
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Sharifo Ko Q Satati He Duniya?
Aashiq ko Q Rulati He Duniya?
zindgi Me kya Kasar Thi Baki?
Jo Marne K Bad Bhi Jalati He Duniya?
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Mohabbat ko jab log khuda mante he,
Pyar krne walo ko kyu bura mante he,
Jab zamana hi he patthar dil fir
pattharo se kyu log dua mangte he
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 24


kabhi koi apna anjan ho jata hai, kabhi kisi
anjan se pyar ho jata hai ye zaruri nahi jo khushi de usi se pyar ho dil todne waale se bhi aksar pyar ho jata hai
 
      
designed by saddiq ur rehman saddiqi   
     
 
Khuda na kare aapko koi gam mile,
Khushiyan aur hasi har dum mile,
Gum jab bhi chale aapki taraf,
Khuda kare raste mein use pehle hum mile.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
hajoom mai tha woh khul kar na ro saka ho ga
magar yaqeen hai kay shub bhar na so saka ho ga
laraztay haath shakasta see door sansoon ki
woh khushq phool kahan tak piro saka ho ga
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Salon bad najane kia sama hoga.
Hum sab dosto me se najane kon kaha hoga.
Phir milna howa to milenge khwabon me
Jase sokhey gulab miltay hain kitabon mai.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
HAR RAAT HAM NASHE ME HOTE HAI AUR RAAT GUJAR JATI HAI...
EK DIN RAAT NASHE ME HOGI AUR HUM GUJAR JAYENGE....
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Har roz koi khwab tut jata hai,
Har roz koi apna ruth jata hai,
Na jane meri kismat me kya hai,
Jise me yaad karta hu wo mujhe bhul jata hai..
designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kya kahun tujze? Khwab to toot jayega,
Dil kahun to bikhar jayega,
Aa tera naam zindagi rakh dun,
Maut se pehle to tera saat chuut na payega.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
DOST HAI TO AANSUON KI BHI SHAAN HOTI HAI,
DOST NA HO TO MEHFIL BHI SUMSHAM HOTI HAI,
SARA KHEL DOSTI KA HI HE..
WARNA JANAZA AUR BARAAT EK SAMAAN HOTI HAI.
designed by saddiq ur rehman saddiqi


saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 23

Rehte hain hum door to kya hua,
Hum juda to nahi,
Baat nahi ker sakte to kya hua,
Hum khafa to nahi,
Na milna hamari majboori hai,
Per hum bewafa to nahi.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla
Sarey jahan ka dard apna muqadar nikla
Jiss k naam apni zindagi ka har lamha kar diya
AFSOOS WOHI HAMARI CHAHAT SE BE-KHABAR NIKLA….
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

Aankh to pyar me dil ki jubaan hoti hai,

Sacchi chahat to sadha bejubaan hoti hai,

Pyar me dard bhi mile to kya gabrana,

Suna hai dard se chahat javaan hoti hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Guzre hue kal ki yaad aati hai
Kuch lamho se aankhe bhar aati hai
Woh subha woh shaam nirali jati hai
Jaab aap jaise dost ki yaad ati hai
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Zindgi ek chahat ka silsila hai,
Koi kisi se mil jata hai to koi kisi se bichad jata hai,
Jise hum mangten hai apni dua mein,
Wo kisi ko bina mange mil jata hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Sochta hoon jab tere bare me,

Teri tasveer nazar aati hai,

Karta hoon tujhe bhoolne ki koshish,

Lekin kambhakt teri yaad jati he nahi hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Sochta hoon jab tere bare me,

Teri tasveer nazar aati hai,

Karta hoon tujhe bhoolne ki koshish,

Lekin kambhakt teri yaad jati he nahi hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
IshQ me JazbAt ko khudkAshi kArni pAri
Panchiyon ko Par JaLa k Roshni kArni pAri
1 Larki ki BewAFAi ko bhuLAne k liye
Jane KiTni Larkiyo se Dosti kArni pAri
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Ek lamhe me zindagi savar di,
Ek lamhe me unhone zindagi ujad di,
Kusur unka nahi hamara tha
Jo un do lamho me hamne zindagi guzardi ,,
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
zindagi k khel ko mere siwa jane ga kaun…
zindagi kuch bhi nahi uski tamana k siwa..
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 22

Hum to mojod thy raaton me ujalon ki tarh,
Log nikly hi nhi dhondny walon ki tarh,
Dil to kya hum rooh me uter jate,
Tum ne chaha hi nhi chahne walon ki tarh.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Bewafayi se pareshan b hojate hain
Narm jhonke kabhi tufaan b hojate hain
Hamne mehboob jo badla to ta’ajjub kaisa
Log kaafir se musalman b hojate hain
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Kitni Mayoos Si Sada Hoti He..!
Palat Ke Dekho To Hawa Hoti He..!
Wo Mujhe Zindgi Ki Tarha Lagta He
Magar Zindagi Bhi To Bewafa Hoti he…!
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
MuJhE UDaAs DeKh KaR US Ne KaHa
MeRe HoTeY HuEy TuMhaiN Koi DuKh NaHi DeY SaKtA…..
PhEiR AeSa Hi HuA
BaAd MeiN JitNe DukH MiLeY SaB Usi K ThEy…..
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Me Dooba to kinare pe khari thi duniya
Hasne walo me mera Muqaddar b tha
Ro raha tha jo janaze se Lipat kar mere
Kaise keh doo k wohi mera Qatil b tha
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Mohabbat sikha kar juda ho gaye… Na socha na samjha khafa
ho gaye… Duniya mein kisko hum apna kahein… Agar tum hi
bewafa ho gaye
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Arz kiya hai…
ek bewafa ko na aaya hamari wafa ka yaqeen…
hum ne kaha hum mar jayen ge aur usne kaha….aameen
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Sab kuch hai mere pas per dil ki dawa nahi
Door wo mujhse hai per main khafa nhi.
Maloom hai ab bhi pyar karta hai mujhe
Wo thora ziddi ha mger bewfa nHI….
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi