Kya Takalluf kare ham ye kahne me, jo bhi khush hai ham usse jalte hai,
Ho raha hoon main kis tarah barbaad, dekhne waale haath malte hai.
|
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Mere ashq kahte hai honthon ki zuban, bahte rahte hai par ye khamosh rahte hai
aur in ashqon ki taqdeer to dekhiye, ye unke liye behte hai jo in aakhon me rahte hai.
|
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
Juda
hain to kya hua doori to nahin, Baat bhi na ho aisi majboori to nahin.
Nazar nahin aate ho aap to kya hua, Aakhon mein tasveer apki adhoori to
nahin.
|
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Udaasiyon se apni nikal kar to dekho, Zinda ho to, zinda
reh kar to dekho; Apne liye bahut jee liye, aye aazad panchhi, Thodi der
pinjre me reh kar to dekho.
|
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Udas nahi hona kyunki main sath hu, samne na sahi par aas
pass hu, palko ko band kar dil se yaad karna, main hamesha aapke liye
ehsaas hu.
|
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rahe dono khamosh par
baat karli. Mohabbat ki fiza ko jab khushk paya, in aankhon ne ro ro ke
barsaat kar li
|
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
keyon dil ky kareb aa jata hai koi.,,,,
keyon peyar ka ehsas jagat hai.,,,,
koi jab adat si ho jati hai dil ko us ki.,,,,
keyon dor buhat door jala jata hai.,,,,,
|
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Ye arzoo thi k kuch aisa bhe huwa hota,
Meri kami ne tujhe rula dya hota
Hum laut ate tere pass ik lamhe mai
Bus ik bar tere laboon ne mera naam tou lya hota
|
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|