Hurt Poetry in Urdu Hindi and English

urdu poetry 26

Maine

Tum Se

Tum Ko Maanga

Tou Tum Muskura Diye

Tum Itna Bhi Tou Keh Sakte Thay

K Janaa'n !!!

Kabhi Apni Cheezai'n Bhi Kisi Se Maangi Jati Hyn ... ?
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

Dolat He MujhKo Jan Se Pyari

Dolat Pe KarDon Qurban Yari


Dolat K Liye Tor Don Friendship Sari

Ab Apse Kia Chupana Ay Dost


Ap Hi To Ho Dolat Hamari.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Do Manfiyon k milney se banti hai Misbatain

Too Bhi khuda key wastey kahdey nahi nahi
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Roti hoi aankho se tujhe muskan kese doon.

Anjaan hon khud se tujhe pechan kese doon.

Tu hi to he jan meri

tu hi bata tujhe apni jaan kese doon.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

na koe dukh mile na koe dard mile tere dil ko aisa qarar mile to tamana kare kisi gum k tuje or be zida piyar mile
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Chand B Apse jalta Ho Ga

Jab Kabhi Wo Apki Hansi Ko takta Ho Ga

Kitni Pyari jheel C Aankhen Ha Apki

BadNaseeb Hai Wo Ansu jo Apki Aankh Se Girta Ho Ga,
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki
saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Phir satao k satane mein maza aata hai,

Rooth jao k manane mein maza aata hai,

Apna keh dena kisi ko bari baat nahin,

Apna keh kr nibhane mein maza aata hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Dil ne Aankh se kaha!
"Dekha karo kam,
Q k dekhte ho tum
Tarpty hain hum"
Aankh ne Dil se kaha!
"Doston ko yad karo kam
q k yad krte ho tum
Rote hain hum"
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
wo jaaye to sahi, hum aane kaa waada karte hain..
wo roothe to sahi, hum manaane ka waada karte hain,
dil todna hai mera to beshaq tod de woh...
is dil k bina bhi hum unko chaahane ka waada karte hain......
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Qarar pa na sake hum do ghari k lia,

Tamam umar tarste rahe khushi k lia,

Ye kia kia ap ne barbad kar lia hum ko,

Ye zindagi to humari thi ap he k lia.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 25

Muskurahat bhi kabhi aansu de jati hai..
Najre bhi kabhi dastan keh jati hai,
Gujre hue lamho ko yaad karke dekhna,
Kabhi-kabhi tanhai bhi sukun de jati hai,
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kabi nazren milane men zmane beet jate hain- kabhi nzren churane men zmane beet jate hain- kisi ne ankh b kholi to sone ki ngri men-- kisi ko ghr bnane ma zamanay beet jatey han- kabhi mnzil k ane men zmane beet jate hain..-..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
HUM HANSTHE HAI THO ONHAIN LAGTA HE KEH HAMEIN AADAT HE MUSKURANE KI, PER WOH NADAN ITNA BHI NAHI SAMAJTHE YEA AADA HE GHUM CHOPANE KI.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Pyari Subah Teri,Shaam Meri Ho
Din tera,Raat Meri Ho
Hasi Teri,Udasi Meri Ho
Jab Maut aaye to yaar sirf …
Kabar teri aur usme lash meri ho.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
dil ne kiya majbur kuch is tarah ke
khwabon mein bhi tum aane lage
raat toh kaate nahi kat ti thi aur ab toh
dharkanon mein bhi tum samane lage
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Kaash Kabhi Aisa Ho

Main Dua Ky Baad

Aankhe'n Kholo'n


Aur Tumhara Chehra

Mery Haatho'n Per Jhuka Ho ...
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Dekh ke Humein woh sir jhukate hai,
Bula ke Mehfil mein Nazrein churate hai.
Nafrat hai Humse toh bhi koi baat nahi
Par Gairon se Mil ke Dil kyun jalate hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kabi nazren milane men zmane beet jate hain- kabhi nzren churane men zmane beet jate hain- kisi ne ankh b kholi to sone ki ngri men-- kisi ko ghr bnane ma zamanay beet jatey han- kabhi mnzil k ane men zmane beet jate hain..-...,,.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
teri khushi se hi nahin gum se bhi rishta hai mera,
yeh jo teri jindagi hai wo ek hissa hai mera,
ab aur kya bolu tujhse ae dost,
tujhse lafzon ka nahin rooh ka rishta hai mera.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Dekh ke Humein woh sir jhukate hai,
Bula ke Mehfil mein Nazrein churate hai.
Nafrat hai Humse toh bhi koi baat nahi
Par Gairon se Mil ke Dil kyun jalate hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kisi ko mil jati hai rangeen bahare,
Kisi ko chaman bhi nhi milta,
Kisi ki kabar par banta hai Tajmahal,
Kisi ko kafan bhi nhi milta…
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Sharifo Ko Q Satati He Duniya?
Aashiq ko Q Rulati He Duniya?
zindgi Me kya Kasar Thi Baki?
Jo Marne K Bad Bhi Jalati He Duniya?
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Mohabbat ko jab log khuda mante he,
Pyar krne walo ko kyu bura mante he,
Jab zamana hi he patthar dil fir
pattharo se kyu log dua mangte he
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 24


kabhi koi apna anjan ho jata hai, kabhi kisi
anjan se pyar ho jata hai ye zaruri nahi jo khushi de usi se pyar ho dil todne waale se bhi aksar pyar ho jata hai
 
      
designed by saddiq ur rehman saddiqi   
     
 
Khuda na kare aapko koi gam mile,
Khushiyan aur hasi har dum mile,
Gum jab bhi chale aapki taraf,
Khuda kare raste mein use pehle hum mile.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
hajoom mai tha woh khul kar na ro saka ho ga
magar yaqeen hai kay shub bhar na so saka ho ga
laraztay haath shakasta see door sansoon ki
woh khushq phool kahan tak piro saka ho ga
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Salon bad najane kia sama hoga.
Hum sab dosto me se najane kon kaha hoga.
Phir milna howa to milenge khwabon me
Jase sokhey gulab miltay hain kitabon mai.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
HAR RAAT HAM NASHE ME HOTE HAI AUR RAAT GUJAR JATI HAI...
EK DIN RAAT NASHE ME HOGI AUR HUM GUJAR JAYENGE....
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Har roz koi khwab tut jata hai,
Har roz koi apna ruth jata hai,
Na jane meri kismat me kya hai,
Jise me yaad karta hu wo mujhe bhul jata hai..
designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kya kahun tujze? Khwab to toot jayega,
Dil kahun to bikhar jayega,
Aa tera naam zindagi rakh dun,
Maut se pehle to tera saat chuut na payega.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
DOST HAI TO AANSUON KI BHI SHAAN HOTI HAI,
DOST NA HO TO MEHFIL BHI SUMSHAM HOTI HAI,
SARA KHEL DOSTI KA HI HE..
WARNA JANAZA AUR BARAAT EK SAMAAN HOTI HAI.
designed by saddiq ur rehman saddiqi


saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 23

Rehte hain hum door to kya hua,
Hum juda to nahi,
Baat nahi ker sakte to kya hua,
Hum khafa to nahi,
Na milna hamari majboori hai,
Per hum bewafa to nahi.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla
Sarey jahan ka dard apna muqadar nikla
Jiss k naam apni zindagi ka har lamha kar diya
AFSOOS WOHI HAMARI CHAHAT SE BE-KHABAR NIKLA….
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

Aankh to pyar me dil ki jubaan hoti hai,

Sacchi chahat to sadha bejubaan hoti hai,

Pyar me dard bhi mile to kya gabrana,

Suna hai dard se chahat javaan hoti hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Guzre hue kal ki yaad aati hai
Kuch lamho se aankhe bhar aati hai
Woh subha woh shaam nirali jati hai
Jaab aap jaise dost ki yaad ati hai
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Zindgi ek chahat ka silsila hai,
Koi kisi se mil jata hai to koi kisi se bichad jata hai,
Jise hum mangten hai apni dua mein,
Wo kisi ko bina mange mil jata hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Sochta hoon jab tere bare me,

Teri tasveer nazar aati hai,

Karta hoon tujhe bhoolne ki koshish,

Lekin kambhakt teri yaad jati he nahi hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Sochta hoon jab tere bare me,

Teri tasveer nazar aati hai,

Karta hoon tujhe bhoolne ki koshish,

Lekin kambhakt teri yaad jati he nahi hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
IshQ me JazbAt ko khudkAshi kArni pAri
Panchiyon ko Par JaLa k Roshni kArni pAri
1 Larki ki BewAFAi ko bhuLAne k liye
Jane KiTni Larkiyo se Dosti kArni pAri
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Ek lamhe me zindagi savar di,
Ek lamhe me unhone zindagi ujad di,
Kusur unka nahi hamara tha
Jo un do lamho me hamne zindagi guzardi ,,
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
zindagi k khel ko mere siwa jane ga kaun…
zindagi kuch bhi nahi uski tamana k siwa..
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 22

Hum to mojod thy raaton me ujalon ki tarh,
Log nikly hi nhi dhondny walon ki tarh,
Dil to kya hum rooh me uter jate,
Tum ne chaha hi nhi chahne walon ki tarh.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Bewafayi se pareshan b hojate hain
Narm jhonke kabhi tufaan b hojate hain
Hamne mehboob jo badla to ta’ajjub kaisa
Log kaafir se musalman b hojate hain
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Kitni Mayoos Si Sada Hoti He..!
Palat Ke Dekho To Hawa Hoti He..!
Wo Mujhe Zindgi Ki Tarha Lagta He
Magar Zindagi Bhi To Bewafa Hoti he…!
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
MuJhE UDaAs DeKh KaR US Ne KaHa
MeRe HoTeY HuEy TuMhaiN Koi DuKh NaHi DeY SaKtA…..
PhEiR AeSa Hi HuA
BaAd MeiN JitNe DukH MiLeY SaB Usi K ThEy…..
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Me Dooba to kinare pe khari thi duniya
Hasne walo me mera Muqaddar b tha
Ro raha tha jo janaze se Lipat kar mere
Kaise keh doo k wohi mera Qatil b tha
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Mohabbat sikha kar juda ho gaye… Na socha na samjha khafa
ho gaye… Duniya mein kisko hum apna kahein… Agar tum hi
bewafa ho gaye
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Arz kiya hai…
ek bewafa ko na aaya hamari wafa ka yaqeen…
hum ne kaha hum mar jayen ge aur usne kaha….aameen
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Sab kuch hai mere pas per dil ki dawa nahi
Door wo mujhse hai per main khafa nhi.
Maloom hai ab bhi pyar karta hai mujhe
Wo thora ziddi ha mger bewfa nHI….
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 21

Aaj mera muskurane ka mann nahin tha,
Kisi se itni mohabat kar baitha iss ka koi gham nahin tha,
Tere ishq mein khud ko kuch iss qadar bhula diya hum ne,
K teri bewafaai ka dard bhi kuch kam nahin tha,
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Kahin roshni to kahin sham hogi,

Meri har khushi tere naam hogi,

Kuch mang kar to dekho kabhi humse,

Hoonton par muskan or hatheli pr jaan hogi.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Kash Pyar Ka insurance Hojata,
Pyar Krne Se Pehle Premium Bharwaya Jata
Pyar Me Wafa Mili To Theek Warna
Bewafaon Pe Jo Kharcha Hota Uska Claim To Mil Jata.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Humare muskurane ki waja tum ho,hamare Zindagi ka matlab tum ho ,agar chor deya saath hamara to samajh lena k hamari maut ki waja bhi tum ho.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Barbad kr gaye wo zindgi pyar k nam $e
Bewafai mili sirf wafa k nam $e
Zakhm hi zakhm diyee u$ ne dawa k nam $e
A$man b ro para meri mohabat k anjam $e
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
DARD hote hain kuch DIL me CHUPANE K liye
Sub K sub AANSU nhi hote BAHANE K liye
WO muje MILA tha ik LAMHE K liye
Umar sari CHAHIYE ab usko BHULANE K liye.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Dar badar ker dete hain zamany me log
Laga detay hain aag ashiyanae me log
Miltay hain pyar se dil me basa k nafrat
Rakhtay hain maharat badal janay me log
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

Wo deta hai dard bas hami ko…
Kya samjhe ga wo in ankhon ki nami ko…
Lakhon dewany hon jis ke…
Wo kya mehsos kare ga ik hamari kami ko.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 20


Teri Bewafayi Ka Sukriya,
Mujhe Tum ne Jeena Sikha Diya,
Teray Gham Main Chain Sa Mil Gaya,
Tere Dard Ne wo Maza Diya,
Ye Bahar Kaisi Bahar Hai,
Na Chain Hai..Na Karar Hai,
Ye Chaman Main Kaisi Hawa Chali,
K Chirag Dil Ka Bujha Diya,
Teray Gham Main Chain Sa Mil Gaya,
Na Khushi Rahi Na wo Gham Raha,
Na Vo Tu Rahi Na wo
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Tute hue glass me jaam nahi aata,

Ishq ke marizo ko aaram nahi aata,
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Dil todne se pahle socha to hota,

Tuta hua dil kisi ke kaam nahi aata.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
zinda hen to koi poochta tak nai faraz
marte hen to dunya kandhon pe utha leti he
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
BhaLey”Wafa”Ka’ SiLa Na Dena
Magar Mujhe Yun BhuLa Na Dena
Zara SumBhaL Ke Rakhna Mere Dost Mujhko
Main Kaanch Hoon Mujhe Gira Na Dena.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
 
Zindagi to bewafa hai ek din tukraegi.
Mout mehboba hai apne saath lekar jahegi.
Mar k jeene ki ada jo diklahega.
Wo mokadar ka sikandar kehlahegi.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
  
“Mere zakhmi DIL ko mohabbat ki DUA de,
“Apny bedard Dil main thori si jaga de,
“Ja bewafa tujh se kuch nahi hona,
“Mujhy apny honton se MOUT ki bad DUA de..
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
yun to mere khuloos ki qeemat b kam na thi
kuch log kam shunaas tey dolat pe mar gay
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

urdu poetry 19

Har ghari sochte hai bhalaai teri,

Sun nahi sakte buraai teri,

Hasate-hasate ro pari hai aakhen meri,

Is tarah se sahate hai judaai teri.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Mana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Aasu ko palko tak laya mat karo,
Dil ki baat kisi ko bataya mat karo,
Log muthi mein namak liye phirte hai,
apne zakham unhe dikhaya mat karo.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

Jaate jaate woh koi achi nishani de gai umar bhar dohra saku aise kahani de gai hum to reh gaye pyase par humari palko ko woh paani de gai
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Aansoun ko bhought samjaye ke
thaniya mein aye karo bhari mehfil mein
hamra mazak na udhaya karo
iss per aansoun tadap kar bolle
bare mehfil mein tume thana paa tee islia chale ate hai.
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko
Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Har baat ka jawab inkar nahin hota
Har jaga rukna intazar nahin hota
Yun to milti hein hazaron se nazrein
Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi
Dard kitne hai bata nahi sakta,
Zakhm kitne hai dikha nahi sakta,
Ankhon se samjh sako to samjh lo,
Ansoon gire hai kitne gina nahi sakta..
Creation by  saddiq ur rehman saddiqi

Infolinks In Text Ads