Maine
Tum Se
Tum Ko Maanga
Tou Tum Muskura Diye
Tum Itna Bhi Tou Keh Sakte Thay
K Janaa'n !!!
Kabhi Apni Cheezai'n Bhi Kisi Se Maangi Jati Hyn ... ? |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
|
Dolat He MujhKo Jan Se Pyari
Dolat Pe KarDon Qurban Yari
Dolat K Liye Tor Don Friendship Sari
Ab Apse Kia Chupana Ay Dost
Ap Hi To Ho Dolat Hamari. |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Do Manfiyon k milney se banti hai Misbatain
Too Bhi khuda key wastey kahdey nahi nahi |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Roti hoi aankho se tujhe muskan kese doon.
Anjaan hon khud se tujhe pechan kese doon.
Tu hi to he jan meri
tu hi bata tujhe apni jaan kese doon. |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
na koe dukh mile na koe dard mile tere dil ko aisa qarar mile to tamana kare kisi gum k tuje or be zida piyar mile |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Chand B Apse jalta Ho Ga
Jab Kabhi Wo Apki Hansi Ko takta Ho Ga
Kitni Pyari jheel C Aankhen Ha Apki
BadNaseeb Hai Wo Ansu jo Apki Aankh Se Girta Ho Ga, |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki
saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Phir satao k satane mein maza aata hai,
Rooth jao k manane mein maza aata hai,
Apna keh dena kisi ko bari baat nahin,
Apna keh kr nibhane mein maza aata hai. |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Dil ne Aankh se kaha!
"Dekha karo kam,
Q k dekhte ho tum
Tarpty hain hum"
Aankh ne Dil se kaha!
"Doston ko yad karo kam
q k yad krte ho tum
Rote hain hum" |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
wo jaaye to sahi, hum aane kaa waada karte hain..
wo roothe to sahi, hum manaane ka waada karte hain,
dil todna hai mera to beshaq tod de woh...
is dil k bina bhi hum unko chaahane ka waada karte hain...... |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi.. |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
|
Qarar pa na sake hum do ghari k lia,
Tamam umar tarste rahe khushi k lia,
Ye kia kia ap ne barbad kar lia hum ko,
Ye zindagi to humari thi ap he k lia. |
Designed by saddiq ur rehman saddiqi |
|
No comments:
Post a Comment