1.Na dil se hota hai, na dimaag se hota hai,
Ye pyaar to ittafaak se hota hai,
Aur kya kahe pyaar karke bhi pyaar na mile,
Ye ittafaak sirf hamaare hi saath hota hai.
2.Unhe kya malum,ki gum kya hota hai .
Tuta hua dile-humdum kya hota hai.
Unhe to bus aata hai sirf aur sirf jakhm dena.
Unhe kya malum ki,marham kya hota hai.
3. Tumhe yaad na kar sa ke,
Hum bhula bhi na sa ke,
Naam tera jo likha dil pe,
vo mita bhi na sa ke,
juba rakhi band kahi,
naam na le de tera,
is liye bhari mahfil me muskara na sake.
4. Hamari khushi ki khuda se fariyad na karna,
bhula dena mujhako kabhi tum yaad na karna,
Kiya barbaad tu ne mujhe ye meri badnashibi thi
eltajah hai kishi aor ko yu barbad na karna.
5. Likhte Hai Hum Kisi Aur Ke Liye,
Mere Dard Ko Tum Apna Mat Samajna,
Haqikat Mein Hum unhe Chahte Hai Bepanah,
Ishe Tum Mera Sapna Mat Samajna.
6. Zakhm aisa diya ke koi dawa kaam na aaye,,
aag aise lagaye ke paani se bhi na bhuj paaye,,
Aaj bhi rote hain unhe yaad karke...
JISSE HAMARI YAAD KABHI NA AAYE..
7. Mere dil ki yahi thi khwahish tujhe apna bana sakku
dard-e-dil ka haal sunna sakku
tum ne kabhi dekha hi nahi meri taraf pyar se
mauka mila hi nahi ke mein dil ki baat tumhe bata sakku
8. rooth gaya hai mujhko manane wala
ab koii nahi hai nakhre uthane wala
par jaane kyu sochta hai ye khula darwaza
shayad rasta bhool gaya hai aane wala

No comments:
Post a Comment