Hurt Poetry in Urdu Hindi and English: urdu poetry 34

urdu poetry 34

SALEEKA HI NAHI SHAYUD USSE MEHSOS KARNE KA,

JO KEHTA HAI KHUDDA HAI TO NAZAR ANA ZARORI HAI,

JO DIL MEIN HAI USSE ANKHO SE KEHLANA ZARORI HAI,

 MOHABBAT NA SAMAJH HOTI HAI ... SAMJHANA ZARORI HAI

Juban khamosh hai,

aankho me nami hai,

yunhi bas ek daastane zindagi hai,

bharne ko to har zakhm bhar jayega,

par kaise bharegi woh jagah jahan aapki kami hai.

KASH SHAYARI HUM BHI LIKH PAATE,

LAFZON KE KHEL HUM BHI KHEL PAATE,

KHUDA NE DIL PAR CHOT KUCH AISI DI.
.
AANSUON KO CHUPAKE KASH HUM BHI MUSKURA PAATE.

Dard ki hadd se guzarna to abhi baqi hai,,

Toot kar mera bikharna to abhi baqi hai,,

 Paas aa kar mera dukhdard batanewale Mujhse katra ke guzarna to abhi baqi hai,,


asia nahi k tujh se mohabbat nahi humay.

ghum roz roz sehny ki aadat nahi humay,

har bar tere samnay sar ko jhoka liya,

aur phir b dekh tujh se shikayat nahi humay,

tu aitbaar kar k tujay chahatay hain him,

teray siwa kisi ki b chaht nahi humay,

hum jantay hain tu b hai tanha humary bin,

auron se pochnay ki zarorat nahi humay,

kesay rahein gay bin teray ab baat maan lay,

 tery  bagair rehnay ki adat nahi humay,


tu sarmaya-e- hasti hay meri tera zikar kaisa, ......................sahil...........................................
yaad to tab karain jab bhulaya ho dil se tujhe,,,,,,,,,,

dil apna tor dete hain 

mein b insan hon pathr to nahi ,

jo log toofan ko meri janib mor dete hain


No comments:

Infolinks In Text Ads