Hurt Poetry in Urdu Hindi and English: 10/04/12

Ghazals

yahan pal pal jalna parta hain....

har rang main dhalna parta hain....

har moor pay thokar lagti hain.....

har haal main chalna parta hain....

har dil koo samajhne k liye khud se larna parta hain....

kabhi kabhi khud ko khona parta hain.....

 kabhi chup chup k rona parta hain...

 kabhi neend na  aaye phoolon pay kabhi kantoon pay soona parta hain...

 kabhi maar k jeena parta hain....

 aur

 kabhi jee k maarna parta hain...


 kabhi too khushian loat k ayen giii..

 iss aas jeena parta hain....


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

Ghazal

dil k jalyey hoe zakhmo koo hawa maat day na....

beety lamhoo k kisi pal ko sada maat day na.....

teri aankhoo k ye aansoo too anmool moti hain....

apni naadani mei tum in ko ganwa maat day na...

ab maza denay laga dard-e-mohabbat mujy koo ....

muhy koo iis ki ab koi dawa maat dey na....

yun na ho k log mohabbat hi se toba kr lein.....

is tarah jurm-e-mohabbat ki saza maat day na....

loog ajsar yun hii bin pochey chaley aaty hain...

koi pochy b to tum dil ka pata maat day na.....


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

Infolinks In Text Ads