Hurt Poetry in Urdu Hindi and English: Ghazals

Ghazals

yahan pal pal jalna parta hain....

har rang main dhalna parta hain....

har moor pay thokar lagti hain.....

har haal main chalna parta hain....

har dil koo samajhne k liye khud se larna parta hain....

kabhi kabhi khud ko khona parta hain.....

 kabhi chup chup k rona parta hain...

 kabhi neend na  aaye phoolon pay kabhi kantoon pay soona parta hain...

 kabhi maar k jeena parta hain....

 aur

 kabhi jee k maarna parta hain...


 kabhi too khushian loat k ayen giii..

 iss aas jeena parta hain....


Designed By Saddiq Ur RehMan SaddiqI(009 3025866338)

No comments:

Infolinks In Text Ads