Hurt Poetry in Urdu Hindi and English: Najra andaaj kaise kare aapko, Najaro me biThaya hai aapko

Najra andaaj kaise kare aapko, Najaro me biThaya hai aapko

1.SAMANDER WAFAO KA KABI RUKTA NAHI.
MOHABBAT MEI INSAAN KABI JUKTA NAHI.
HUM CHUP HAI KISI KI KHUSHI KELIYE.
AUR WO SOCHTE HAI DIL HAMARA DUKJTA NAHI.



2. hai dard se rista hamara
khusiyan mere naseeb kahan
jise chahoo use pa sakoo
aisa mera naseeb kahan



3. Najra andaaj kaise kare aapko,

Najaro me biThaya hai aapko,

Yaad aane par roye bhi to kaise,

Darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko.




4. Hamaare sabra ka imtihaan na lijiye,

Hamaari khamoshi ko saja na deejiye,

Jee aapke bina jee na sake,

Unhe jeene ki dua na deejiye..



5. jane kya mujha se khata ho gayee,
meri jan mujha se juda ho gayee,
yu lagti hai aab judayee ki raate,
kale pani ki jai se saja ho gayee.


6. aab eak SMS bhi nahi bhijawate ho tum,
diwane se etana bhi kya bair ho gaya,
kal taq to tum samjhte the apana hame,
kis khatta ke karaan aaj mai gair ho gaya.


7. dil ka shisha kuch esa tarha chur huwa,
jo diwana mar ne ke liye majbur huwa,
sajja dene se pahle etana tuo bata de te,
RAHE- EA WAFA ME HAM SE KYA KASUR HUWA.



8. Gam ka shikva kabhi na kiya,

Gam to cheez hi aisi hai,

Tum khush raho hamaara kya,

Hamaari to takdeer hi aisi hai.



9. EK LAMBE MEI UNHONE HAMARI ZINDAGI SWARDI.
EK LAMBE MEI UNHONE HAMARI ZIDAGI UJADDI.
KASOOR UNKA NAHI HAMARA THA,
UN DO LAMBO MEI HUMNE SARI ZIDGI GUJAAR DI.


10. APNO NE ZAHAR KA JAAM DE DIYA.
GAIRON NE BEWAFA KA NAAM DE DIYA.
WO JO KEHTE THEY BHUL NA JANA HUME.
AAJ UNHONE HI BHARI MEHFIL MEI ANJAAN KEH DIY



11. KYU TERI KHMOSHI MUJE KHAMOSH KAR JATI HAI
KYU TERI UDASI MUJE UDAS KAR JATI HAI
KYA RISHTA HAI MERA OR TERA.
JO HAR PAL TERI YAAD MUJE TANHA KAR JATI HAI.



12. Kabhi gamo se tumhaari mulakaat na ho,

Udaas baithe ho aisi koi baat na ho,

Shikaayat ho to hame maaf kar dena,

Fursat se baithe ho to hame yaad kar lena.

No comments:

Infolinks In Text Ads