Hurt Poetry in Urdu Hindi and English: urdu poetry 26

urdu poetry 26

Maine

Tum Se

Tum Ko Maanga

Tou Tum Muskura Diye

Tum Itna Bhi Tou Keh Sakte Thay

K Janaa'n !!!

Kabhi Apni Cheezai'n Bhi Kisi Se Maangi Jati Hyn ... ?
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

Dolat He MujhKo Jan Se Pyari

Dolat Pe KarDon Qurban Yari


Dolat K Liye Tor Don Friendship Sari

Ab Apse Kia Chupana Ay Dost


Ap Hi To Ho Dolat Hamari.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Do Manfiyon k milney se banti hai Misbatain

Too Bhi khuda key wastey kahdey nahi nahi
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Roti hoi aankho se tujhe muskan kese doon.

Anjaan hon khud se tujhe pechan kese doon.

Tu hi to he jan meri

tu hi bata tujhe apni jaan kese doon.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

na koe dukh mile na koe dard mile tere dil ko aisa qarar mile to tamana kare kisi gum k tuje or be zida piyar mile
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Chand B Apse jalta Ho Ga

Jab Kabhi Wo Apki Hansi Ko takta Ho Ga

Kitni Pyari jheel C Aankhen Ha Apki

BadNaseeb Hai Wo Ansu jo Apki Aankh Se Girta Ho Ga,
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki
saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Phir satao k satane mein maza aata hai,

Rooth jao k manane mein maza aata hai,

Apna keh dena kisi ko bari baat nahin,

Apna keh kr nibhane mein maza aata hai.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Dil ne Aankh se kaha!
"Dekha karo kam,
Q k dekhte ho tum
Tarpty hain hum"
Aankh ne Dil se kaha!
"Doston ko yad karo kam
q k yad krte ho tum
Rote hain hum"
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
wo jaaye to sahi, hum aane kaa waada karte hain..
wo roothe to sahi, hum manaane ka waada karte hain,
dil todna hai mera to beshaq tod de woh...
is dil k bina bhi hum unko chaahane ka waada karte hain......
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi..
Designed by saddiq ur rehman saddiqi
Qarar pa na sake hum do ghari k lia,

Tamam umar tarste rahe khushi k lia,

Ye kia kia ap ne barbad kar lia hum ko,

Ye zindagi to humari thi ap he k lia.
Designed by saddiq ur rehman saddiqi

No comments:

Infolinks In Text Ads