Hurt Poetry in Urdu Hindi and English: urdu poetry 24

urdu poetry 24


kabhi koi apna anjan ho jata hai, kabhi kisi
anjan se pyar ho jata hai ye zaruri nahi jo khushi de usi se pyar ho dil todne waale se bhi aksar pyar ho jata hai
 
      
designed by saddiq ur rehman saddiqi   
     
 
Khuda na kare aapko koi gam mile,
Khushiyan aur hasi har dum mile,
Gum jab bhi chale aapki taraf,
Khuda kare raste mein use pehle hum mile.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
hajoom mai tha woh khul kar na ro saka ho ga
magar yaqeen hai kay shub bhar na so saka ho ga
laraztay haath shakasta see door sansoon ki
woh khushq phool kahan tak piro saka ho ga
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Salon bad najane kia sama hoga.
Hum sab dosto me se najane kon kaha hoga.
Phir milna howa to milenge khwabon me
Jase sokhey gulab miltay hain kitabon mai.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
HAR RAAT HAM NASHE ME HOTE HAI AUR RAAT GUJAR JATI HAI...
EK DIN RAAT NASHE ME HOGI AUR HUM GUJAR JAYENGE....
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
Har roz koi khwab tut jata hai,
Har roz koi apna ruth jata hai,
Na jane meri kismat me kya hai,
Jise me yaad karta hu wo mujhe bhul jata hai..
designed by saddiq ur rehman saddiqi
Kya kahun tujze? Khwab to toot jayega,
Dil kahun to bikhar jayega,
Aa tera naam zindagi rakh dun,
Maut se pehle to tera saat chuut na payega.
designed by saddiq ur rehman saddiqi
 
DOST HAI TO AANSUON KI BHI SHAAN HOTI HAI,
DOST NA HO TO MEHFIL BHI SUMSHAM HOTI HAI,
SARA KHEL DOSTI KA HI HE..
WARNA JANAZA AUR BARAAT EK SAMAAN HOTI HAI.
designed by saddiq ur rehman saddiqi


saddiq ur rehman saddiqi

No comments:

Infolinks In Text Ads